Ek Pal Mein Jo Guzar Jaaye Yeh Hawa Ka Woh Jhoka Hai Aur Kuch NahiEk pal mein jo guzar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai aur kuch nahiPyaar kehti hai duniya jise ek rangeen dhokha hai aur kuch nahi
Zindagi Mujhse Yun Daga Na KarZindagi mujhse yun daga na karMain zinda rahu bin uske ye dua na karDekhta hai use koi to hoti hai jalanAi hawa tu bhi use chuaa na kar
Insult shayari, Taza hawa ka jhoka aayaTaza hawa ka jhoka aayaKushbu tere sath layaPhir mere dil me khayal aayaKe lagta hay kiAaj bhi tu.Nahi ‘nahaya’
Kadam kadam pe hawa ki aahat kaKadam kadam pe hawa ki aahat ka dhyan rakhnaMushkil samay mein bhi iss dost ko yaad rakhnaHamari yaadon ki khushboo zaroor aayegiTum bus apni naak saaf rakhna
Ye hawa aap ki hasi ki khbar deti haiYe hawa aap ki hasi ki khbar deti haiMere dil ko khushi se bhar deti haiKhuda salamat rakhe aap ki hasi koKyu ki aap ki khushi humain jindgi deti hai
Suhana mausam tha hawa mein nami thiSuhana mausam tha hawa mein nami thiAnsuo ki behti nadi abhi-abhi thami thiMile wo humse khwab mein magarHumare pas labzo ki aur unke pas waqt ki kami thi